Love Poems

Wednesday, June 20, 2007

Pyaar : Hindi Love Poem

Pyaar mein kya jeet aur kya haar,
Pyaar to bas pyaar hota hain,
Pyaar mein kya sheh aur kya maat,
Pyaar to bas pyaar hota hain,
Tumhe shikayat hain ki tumhara pyaar kamyab na hua,
Zara humse pucho...adhura hua to kya?
Pyaar to aakhir pyaar hi hota hain!!

Labels: